What is GEO? How ChatGPT Picks Your Business in 2026

What is GEO ?
How ChatGPT Picks Your Business in 2026

Ab log Google pe nahi, ChatGPT pe puch rahe hain – “Best website designer in Delhi kaun hai?” Toh ChatGPT aapko kaise dikhayega?

SEO vs GEO:

SEO = Google ko khush karna
GEO = ChatGPT / Gemini ko khush karna

ChatGPT Business Kaise Pick Karta Hai? 3 Cheezo Se:

1. Clear Content: Aapki website pe saaf likha ho – “We are Website Designer in Rajouri Garden, Delhi. Price 15k”. Confusion nahi.
2. FAQs: Har page pe 5 FAQs ho – “Website cost kitna hai?” ChatGPT wahi uthata hai.
3. Reviews + Mentions: Google pe reviews, Justdial pe listing, Quora pe naam – jitni jagah naam hoga, ChatGPT utna trust karega.

what is geo

1. Clear Content – Confusion Mat Rakho
Aapki website pe saaf likha ho – “We are Website Designer in Rajouri Garden, Delhi. Price 15k”. Confusion nahi.ChatGPT ko saaf jawab chahiye. Agar aapki site pe saaf likha hai ki aap kya karte ho, kaha karte ho, kitne me karte ho, toh ChatGPT aapko pick karega. Isliye hum apne clients ko jo digital marketing services in delhi dete hain, usme GEO ko pehle se add kar dete hain.

2. FAQs – ChatGPT Yahi Uthata Hai

Har page pe 5 FAQs ho – “Website cost kitna hai? Website kitne din me banegi?”Jab koi ChatGPT se puchta hai, toh ChatGPT aapke FAQ se jawab uthata hai. Isliye how ChatGPT picks your business ka sabse bada secret hai FAQ section.Aapke har page pe FAQ hona hi chahiye. Yehi what is GEO ka main rule hai.

3. Reviews + Mentions – Jitni Jagah Naam, Utna TrustGoogle pe reviews, Justdial pe listing, Quora pe naam – jitni jagah naam hoga, ChatGPT utna trust karega.ChatGPT usi business ko dikhata hai jiska naam internet pe har jagah hai. Agar aapka naam sirf ek jagah hai, toh ChatGPT aapko ignore kar dega.

Aapko Kya Karna Hai:
Apni website ke har page pe ek FAQ section add kar do. Bas.

 

Example: Kisi ne pucha “Rajouri me best salon kaun sa hai?” ChatGPT ne wahi dikhaya jiska FAQ me “We are best salon in Rajouri Garden” likha tha.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *